Google Admob Kya He?
Hello Dosto Suwagat hai Apka hamare Channel TechonajAaj Ki iss Post Me Hum Apko batane Wale Hai Google admob kya hai google admob ka use kaise kare toh chaliye jante hai
Dosto Google Admob Google Dwara Banaya Gya Ek Online Advertisement Company Me Se Ek He Ye Company Android Apps Aur ios Par Apna Advertise Dikata He Jaise Agar Aap Ek Android Usee He Toh Aap Jab kisi all Ka Uss Karte Honge Toh Usme Kabhi Kabhi Adverse Ata He Vo Advertise Hume Admob Ke dwara Hi Dhekne Ko Milte he Ye Bhi Google Adsense Se Connect Hokar Kam Karya He Par Iski Earning Google AdSense Se Jada Hoti He Isko Omar Hamoui Ne April 2006 Me Banaya Tha.
Admob Se Paise Kaise Kamaye ?
Dosto Apko Bata De Ki Adsense Ka Use Hum Website/Blog Aur Youtube Video Ko Monaetize Karke Paisa Kamane Ke Liye Karte He Aise Hi Hum Admob Ka use Mobile Apps Ko Monetize Karne Ke Liye Karte He Aur Khud Se Banaye Gaye App Se Paisa Kamane Ke Liye Karte He Aur Khud Se Banaye Gyae App Se Paisa Kamane Ke Liye Karte ahe Aaj ke Time Me Google Admob Duniaya Ka Subse Populer Mobile Ads Network He Aur Online Paisa Kam ane Ke Liye Subse Jada Developers Isi Ka Use Karte He Jab Hum Apne Apps Ko Admob Ad Network Se Monetize Kar Dee He Uske Baad hamare App Ko App Store Ya Google Play Store Se Download Karke Use Kare ga Toh Aur Koi Hamara Ad Dhekega Toh Hume Uske Paise Milte He
Admob account Par Account Kaise Banaye?
Apko Google Admob Ki Official Website Par Jana He Aur Yaha Par Diye Signup Button Par Click karke Apne Gmail Google Ko Use Karte Huye Yaha Par Account Banana Hota He Apna Admob Account Banate Time Apko
Apna Pura Address Aur Mobile Number Bhi Dalna Hota He Ye Subhi Process Karne Ke Liye 1 Se 2 Hour Me Apna Admob Account Puri Tarah Ss Activate Ho Jata He aur Aab apko Apne Admob Account par ad Unit Create Karna Hota He Aur Uss Ad Unit Ko Apne Android Apps Par Ass Dhik ne Start Ho Jate He Aur Apki Earning Bhi Start Ho Jati He
Admob Per Ad Unit Kaise Create Kare?
Dosto Subse Pehle Apko Admob Ki Official Website Par Jakar Apni Email id Aur Password Type Karke Iske Dashboard Me Login Ho Jaye
Login Karne Ke Baad Aap Ko Sidebar Me Click Karna Hoga Yaha Par Aap Ko Ek Box Dikega Jisme Aapko Button Par Likha hoga add Your First App Uss Par Click Kar Dijiye
Click Karne Ke Baad aap Ke Samne Ek Aur Box Open goga Jisme Aap Se Pusha Jayega Kya Aons Apna App Google Play Ya App Store Par Publish Kiya Hs Toh Yaha Par Apne Anu sar Yes Ya No Ko Select Kar Lijiyega
Fir Ayha Par Yes Option Ko Select Karne Ke Baad Apko Ek Search Option Milega Jisme Apko Aone App Ka Name Likhna Hoga Aur Apne Apl Ko Search Kar Lijiye
Jab bhi aapko Apna App Mil Jaye Tih Add Option Per Click karke Apne App Ko Admob Me add Kariye Aab aap Ka app apne Apps Ke Liye Ad Unit Create Kariye Jis Tarah Aap Google Adsense Me Website/ blog Ke Liye Karte He
Toh Dosto Umeed Hai Apko Hamari Ye Post Jaroor pasand Aayi Hogi. Agar Apko iss post related kuch aur jankari chaiye toh hame niche comment box me jaroor bataye. Thanks you Milte hai Next Post me.